Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Blogger Widget Tips

Blogger Blog Me Popular Post Widget Kaise Add Kare

Popular ka matalab hai lokpriy. Blog me popular post widget ki help se aapke blog me jo bhi popular post hai unhe pahle dikha sakte hai. Isse jab bhi visiter aapke blog pe aate hai or koi bhi post padhte hai tab jo bhi popular post hai unhe visiter ke samne dikhata hai. Or isse aapke blog ki pageview bhi badh jata hai. Aap koi bhi blog pe jayenge to aapko us blog ki popular post dikhai degi, Popular post widget ko apne blog pe add karne se aapke blog pe jo popular post hai unhe visiter padh sakta hai.        Image Source : Pixabay Veise har theme me popular post ka widget add hota hai, par agar aapke blog me nahi hai to aap niche bataye tarike se apne blog me popular widget add kar sakte hai. Blog / Website Ka Traffic Kaise Laaye ? Traffic Badhane Ke 51+ Top Tarike Blogger Blog Me Popular Post Widget Kaise Add Kare 1. Sabse pahle apne Blogb me jaaye. 2.   Fir Layout  pe click kare.! 3. Ab aap Layout me jaaye. Ab aapko jaha pe popular post widget add karna hai vaha ke +Add a Gadget pe c

Blog Me Twitter Follow Button Widget Kaise Add Kare

Blogger blog me ham alag-alag widget add karte hai, Lekin kai blogger apne blog me twitter follow button widget add karna chahte hai taa ki hamare blog se jab koi visiter aaye to hame sidhe blog se follow kar sake. Blogger Template को Zip File से XML File में कैसे Convert करे ? Blog ka traffic badhane me twitter kafi achcha plateform hai. Kyuki yaha pe jyadatar bade log ka account hota hai or jyada fake account nahi hote. Blog / Website Ka Traffic Kaise Laaye ? Traffic Badhane Ke 51+ Top Tarike Apne blog me twitter follow button widget add karne se pahle agar aapka twitter pe account nahi hai to pahle apna account banale or agar account hai to please hame twitter pe follow jarur kare, Ta ki hamari post sabse pahle aap tak pahuche. Image Source :  Pixabay Blog Me Twitter Follow Button Widget Kaise Add Kare Step 1 : Farst me aap blogger me log in karke blog ke Dashboard  me jaye. Step 2 : Uske baad Layout  pe click kare or jis side pe twitter button add karna chahte hai us side ke + Add

Blog Me Instagram Follow Button Widget Kaise Add Kare

Blogger blog me jeise facebook or twitter follow button widget add karte hai usi tarah ham instagram follow button bhi add kar sakte hai. Taki koi instagra visiter hame instagram pe follow karke hamare blog ki new post ka notification prapt kar sake. Blogger Blog Me Social Follow Button Widget Add Kaise Kare ? Instagram follow button widget add karna bahut hi aasaan hai bas uska tarika pata hona chahiye. Isliye aaj ham is post me instagram follow button add kaise karte hai uski jankari denevala hu. Blog Me Instagram Follow Button Widget Kaise Add Kare 1. First me blogger blog me log in karke blog ke Dashboard me jaye. 2. Uske baad Layout pe click kare or jis side pe instagram follow button add karna chahte hai us side ke + Add a Gadget pe click kare. 3. Fir HTML/JavaScript pe click kare. 4. Uske baad jo page popup hoga usme, Title ko blank rahne de ya instagram pe follow kare eisa kuch likhe. Fir niche jo code hai use copy karke Content me paste karde.  <style>.ig-b- { displa

Blogger Blog Me Social Follow Button Widget Add Kaise Kare

Har blogger apne blog me social follow button widget add karta hai or social follow button kyu add karte hai ye to aapko pata hoga. Jab koi visiter hamare blog pe aata hai or vo hame social site pe follow karna chahta hai to hame blog se direct follow kar sakta hai, Use social site pe search karne ki koi jarurat nahi hai Or ek baat agar ham blog me social follow button add nahi karenge to visiter hame follow kaise karenge ? Blogger Template को Zip File से XML File में कैसे Convert करे ? Isi baat ko dhyaan me rakhte hua is post me social follow button widget add kaise karte hai uski jankari me aapko dene aaya hu. Image Source:  Pixabay Friends, Is post me meine blog me social follow button widget add kaise karte hai sirf uski jankari di hai, Agar aapko stylish social follow button widget ki jankari chahiye to aap niche ki post padhe : Blogger Blog Me Social Follow Button Widget Add Kaise Kare Step 1 :  Sabse pahle aap blogger blog ke Dashboard  me jaye. Step 2 : Fir Layout pe click kark

Blog Me Back To Top Scroll Button Widget Add Kaise Kare

Blogger blog mme jab ham blog banate hai to blog me " Back To Top " scroll button nahi hota. Back to top button ko hame alag se add karna padta hai. Isliye aaj is post me me aapko blogger blog me back to top scroll button widget add kaise karte hai uski jankari denevala hu. Blogger par blog banane ke baad ham usme ek theme use karte hai, par theme me bhi back to top scroll add nahi hota.  Jab ham blog pe badi post likhte hai to ye back to top button bahut hi kaam me aata hai. Or har blogger apne blog me ye back to top button add karta hi hai. Blogger Me Label Widget Use / Add Kaise Kare Post Categories Ke Liye Blog Me Back To Top Scroll Button Widget Add Kaise Kare Agar ham apne blog me stylish back to top button add karte hai to hamara blog or bhi beautifull lagta hai. Isliye yaha me aapko blogger blog me back to top scroll button add kaise karte hai, uske saath-saath kuch stylish back to top scroll button ki jankari bhi dunga. Blog Me Stylish Popular Post Add Karne Ke Liye

Blogger Me Label Widget Use / Add Kaise Kare Post Categories Ke Liye

Blogger pe blog banaane ke baad sabhi post ko ek categories me karnaa chahiye, nahi to sabhi articals ulat-sulat ho jaayegi. Sabhi post ko categories me manage karne ke liye aapko Labels widget ka use karnaa chahiye. Labels widget ki help se aap sabhi post ko alag-alag Categories me use kar sakte hai. Taaki jab bhi koi visiter aaye to use jo bhi categories ki post padhnaa chahe to badi aasaani se padh sake. Blogger Ki Post Me Labels Kaise Add / Lagate Hai Post me Labels ka use karne ke liye aapko jo bhi post aap likhte hai, Uske right side me aapko Post Settings  ka option milegaa. Jisme aap niche image me bataye mutabik Labels pe click karke chahe vo labels lagaa sakte hai. Post ko alag-alag manage karnaa bahut jaruri hai, Jiske liye aap Labels jarur Use kare, Jaise ki Computer, Whatsapp, Best Website.... Blogger Me Labels Widget Use / Add Kaise Kare 1. Sabse pahle blogger ke Dashboard me jaaye. 2. Ab Layout me jaake Right Sidebar me +Add a Gadget pe click kare. 3. Fir ek nayaa pag

Blogger Post Me Live Demo Or Download Button Add Kaise Kare

Blogger pe blog banake kai blogger koi film, image, video ya koi theme ke liye blog banate hai, Or usme jyadatar live demo or download button ki jyada jarurat padti hai. Isliye aaj is post me, me aapko batanevala hu ki blog ki post me live demo or download button kaise add karte hai ? To dosto, apni post me live demo or download button ko add karne ke liye kuch stylish button ka bhi use aaj ham is post me karenge. Blog Me Stylish Popular Post Add Karne Ke Liye Top Widget Live demo or download button blogger blog ki post me add karna bahut hi aasaan hai, Bas hame uska tarika pata hona chahiye. To chaliye jante hai hamare blog me live demo or download button kaise add karte hai. Image Source :  Pixabay Blogger Post Me Live Demo Or Download Button Add Kaise Kare Sabse pahle aap blogger pe log in karke apne blog ke Dashboard  me jaaye. 1.  Fir Theme  pe click kare.           Theme pe click karne ke baad Edit HTML  pe click karke blog ki theme me jaaye or Ctr+F  dabake ( press ) karke ]]>

Blogger Me Floating Facebook Like Box Widget Kaise Add Kare

Facebook सबसे popular social site है, ऐसे मे हम अपने blog मे floating facebook like box add कर के आनेवाले visiter को facebook like box पे like करने के लिए बता सकते है ! अगर किसी को हमारे blog पसंद आता है तो वो हमारे blog को facebook पे भी like करना चाहता है ! blog पे सबसे ज्यादा traffic facebook से आता है ओर blog मे हमे floating facebook like box बहुत ही अच्छा भी लगता है ! ये हमारे blog को stylish भी बनाता है ! Blog मे हमे Facebook के साथ-साथ twitter, Linked in के button को भी add करना चाहिए ! तो चलिये जानते है blogger blog मे floating facebook add कैसे करते है ! Blog का Email Address ( Log in ID ) कैसे Change करे ? Blogger Template को Zip File से XML File में कैसे Convert करे ? Blogger Me Floating Facebook Like Box Widget Kaise Add Kare Blog मे Facebook like box widget add करने की जानकारी नीचे Share की है उसे follow करे ! Step - 1 :  सबसे पहले अपने Blog मे जाके Blog Dashboard मे जाये ! Step 2 :  Dashboard मे जाके Theme पे click करे ! ओर Edit theme पे click करके blog की theme मे जाये

Blog Me Flying Plane Indian Flag Widget Kaise Add Kare

Blogger blog me kai tarah ke alag-alag widget hote hai. Lekin aaj ham janenge ki blog me flying plane indian flag widget add kaise karte hai. Friends, Aapne 26 january or 15 august ke din dekha hoga ki plane flying karte hai or uske piche ges alag-alag color me hote hai. To is widget bhi kuch eisaa hi hai. 3 flying plane 3 color indian flag me hamare blog me kuch rochak lagta hai or hamare blog ko kafi sundar bhi design karta hai.   Blog Me Stylish Popular Post Add Karne Ke Liye Top Widget Is widget ko ham 26 january or 15 august ko add karke blog pe aanevale visiter ko kuch aakarshit kar sakte hai. To chaliye jante hai blog me flying plane indian flag kaise add karte hai. Blog Me Flying Plane Indian Flag Widget Kaise Add Kare Step 1 :  Sabse pahle aap blogger blog ke Dashboard me jaye. Step 2 : Dashboard me jake Layout  pe click karke kisi bhi side ke + Add a Gadget pe click kare. Step 3 :  Fir blog ke sabhi gadget open honge, Usme HTML/JavaScript  pe click kare. Step 4 : Fir ek page

Blog Me Stylish Popular Post Add Karne Ke Liye Top Widget

Blogger blog me sabse popular widget hai to vo hai popular post widget. Aap kitna bhi achcha blog kyu na bana le ? Lekin aapko popular post widget add karna hi padega. To kyu na ham apne blog me stylish popular post widget add kare ? Isliye aaj me aapko blog me alag-alag style ke popular post widget ke baare me jankari dunga. Agar aapko bhi eisa popular post ko blog me alag-alag style add karni hai to ye jankari aapke liye hi hai. Popular Post Kya Hai ? Popular ka matalab hai lokpriy. Yaani ki hamare blog me jo sabse popular post hai Use popular post widget sabse pahle dikhata hai. Jise ham popular post kahte hai. Popular post aapko jeisa rakhna chahe veisa rakh sakte hai. Jeise ki All Time, Last 30 Days  or  Last 7 Days vagera. Blogger Me PopUp Email Subscribe Widget Box Kaise Add Kare ? Blog Me Stylish Popular Post Add Karne Ke Liye Top Widget Hamare blog me popular post hone ki vajah se visiter ko pata chalta hai ki hamare blog me sabse popular post kounsi hai. Jab ham apne blog me

Blogger Me PopUp Email Subscribe Widget Box Kaise Add Kare

Agar aapko HTML, CSS or JavaSript ki jankari hai to aap badi aasani se apne blogger me Popup email subscribe widget add kar sakte hai, lekin aapke paas iski jankari nahi hai to aap bilkul pareshan naa ho. Kyuki aaj is post me, me aapko blog me code ko  paste karke popup email subscribe widget add karne ki jankari denevala hu. Is code se visiter jyada pareshaan nahi hoga. Kyuki is code se sirf ekbaar hi show hogaa. Isliye visiter is se subscribe karna chahe yaa close karde. Is code se 70% visiter aapke blog pe popup email subscribe widget ko subscribe kare. To jante hai ise kaise add karte hai ??? Also Read: Blogger Post Ko Publish Karne Ke Baad Use Promote Share Kaha Kare ? Blogger Me PopUp Email Subscribe Widget Box Kaise Add Kare 1. Sabse pahle blogger me log in karke blog ke Dashboard me jaaye. 2. Uske baad Theme pe click kare or fir Edit Theme pe click karke blog ki theme me jaye or C+F dabakar search kare. Ab niche jo code diya hai use Copy karke ke upar paste karde. <script s